Teri Junoon

  • Romance
136

Ishq jab junoon ban jaye, to anjaam bhi likhna parta hai

Teri Junoon sirf aik love story nahi, balkay obsession, fame, trust aur sacrifice ki gehri kahani hai. Film ek aise kirdaar ke safar ko follow karti hai jo pyaar aur music ke junoon mein apni zindagi ka sab kuch daon par laga deta hai. Jab ishq digital duniya ki shohrat se takrata hai, to rishton ki asli keemat aur wafadari ka imtihaan shuru hota hai. Film emotional storytelling, strong performances aur powerful music ke zariye ek yaadgaar cinematic experience pesh karti hai.

Budget:
$5,000

      Cast